Monday, February 27, 2012

Apna hi chehra ajnabee nazar aaya....



Jab sach ke aaine ko samne rakh kar dekha....
Apna hi chehra ajnabee nazar aaya....
Jab darr kar aa'nkhen band kar li maine....
Meri sachhai meri palko ke under sama gaya.......

No comments:

Post a Comment